1: Ankhon Mein Neendein

Singers: Rahat Fateh Ali Khan
Lyricist: Irshad Kamil
Music Director: Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca

Song Lyrics:

Aankhon mein neendein, neendon mein sapne
Sapno mein baatein teri meri
Baaton mein shaukhi, shaukhi mein vaade
Vaade saugaatein teri meri
Ab na tootenge vaade kabhi
Aur na tootengi jo kasam khaye hum aankhon se pyaar ki
Hoti zara chaahat sada yeh sarphiri
Aankhon se ho aankhon pe yeh jadoo-gari
Hoti zara chaahat sada yeh sarphiri
Aankhon se ho aankhon pe yeh jadoo-gari

Baat na kisi se saya bhi tera
Kaajal jahan wahan tera basera
Ho aaye jaye suraj chaahe jahaan mein
Tera bina mera ho na savera
Tere kaandhe pe hi lagey, jannat jaisi koi jageh
Ab na rab se gila, tu hai mila
Ab na rab se gila hai ghata, aur mita saara yeh faasla
Hoti zara chaahat sada yeh sarphiri
Aankhon se ho aankhon pe yeh jadoo-gari
Hoti zara chaahat sada yeh sarphiri
Aankhon se ho aankhon pe yeh jadoo-gari

Haathon mein mere teri lakeerein
Meri saari saansein teri jageerein
Dede chaahe koi saara zamana
Badle mein doon na teri tasveerein
Tere hone se hi main hoon
Main thi, main hoon, tu hi main hoon
Tujh pe main hoon fida, mujhpe khuda
Tujh pe main hoon fida, ab tujhe kar na doon sajda mein yun adaa
Hoti zara chaahat sada yeh sarphiri
Aankhon se ho aankhon pe yeh jadoo-gari
Hoti zara chaahat sada yeh sarphiri
Aankhon se ho aankhon pe yeh jadoo-gari

2: Dil Khol Ke Let’S Rock

Singers: Anushka Manchanda, Suraj Jagan, Akruti Kakkar
Lyricist: Irshad Kamil, Anvita Dutt Guptan
Music Director: Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
Picturised on: Arjun Rampal, Kajol, Kareena Kapoor
Duration (mm:ss): 3:57
Song Lyrics:

Mujhe nahi pata main kya gaaungi
Ulte seedhay lafzon se banaungi
Mann mein jo aaye keh jaaungi
Chalo hato pare naacho dil khol ke let’s rock, boloji let’s rock
O main toh bhool gayi phir kya wordings the
Somde somde jailhouse rock

Mujhe nahi pata main kya gaaungi
Ulte seedhay lafzon se banaungi
Mann mein jo aaye keh jaaungi
Chalo hato pare naacho dil khol ke let’s rock, helloji let’s rock
O main toh bhool gayi phir kya wordings the
Somde somde jailhouse rock

Darr kis baat ka, raat jo hui
Roshan zindagi, taaron se hui
Zindagi ke pyaare lamhon aane waale saare palon se main toh khul ke yun mil jaungi
Teri baat mein dum toh hai bada
Khushiyon ka samaa, gumm se hai bada
Jo bhi karo aaj karo, khwaab poore aaj karo, yahan kal kisne dekha hai ji

Mujhe nahi pata main kya gaaunga
Teri baaton ko hi dauhraunga
Iss se achcha ab kya gaunga
Tune bhi kya baatein kahi hass bol ke let’s rock, yo mamma let’s rock
O main toh bhool gayi phir kya wordings the
Somde somde jailhouse rock

O jaan ruko, zara
Suno, zara
O meri jaan-e, jaana
Maine, maana
Mera aana, bhi suhana
Sama sama hai deewana

O pehlu yeh naya, dil ko bhi nahi
Tumne ghaur se dekha hi nahi
Gungunana aata nahi, taal se milaata nahi
Phir bhi dil se main to jhoomungi
Wah kya shaam hai, khushiyon se saji
Dono haath se, taali jo baji
Haan tere sang naachungi main
Tere sang gaaungi main
Tere kadamon pe main chalungi

Mujhe nahi pata main kya gaaungi
Ulte seedhay lafzon se banaungi
Mann mein jo aaye keh jaaungi
Chalo hato pare naacho dil khol ke let’s rock, boloji let’s rock
O main toh bhool gayi phir kya wordings the
Somde somde jailhouse rock ..

3: Hamesha & Forever

Singers: Sonu Nigam, Shreya Ghoshal
Lyricist: Irshad Kamil
Music Director: Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca

Song Lyrics:

Hum hanse toh hansa haule se tera sara jahaan
Tu agar hai yahaan toh hai yeh agan bhi gulistaan
Saaya tere hum sabhi, rahe dil mein ab teri har baat bhi
Hamesha & forever, jab tak saanson ka saath hai
Hamesha & forever, jab tak taaron ki raat hai
Hamesha & forever, tab tak teri hi baat hai
Hamesha & forever dil mein tu

Pyaar main de na paaya utna tujhe jitna tera haqq tha
Thi yeh khata par hoti nahi, mera kaha mujhpe bas tha
Aansu tere, parchaye mere, kaise banoo teri yeh ab dawa
Hamesha & forever, jab tak saanson ka saath hai
Hamesha & forever, jab tak taaron ki raat hai
Hamesha & forever, tab tak teri hi baat hai
Hamesha & forever dil mein tu

Yaad mein itna rakhna ke woh ho phaasle, rehna lagg ke tum gale
Batla doongi main raasta, jab hongi raaste mein mushkilein
Akkhiyon se keh doon roye na woh, inn aankhon mein bas khushiyan hi khilein
( Hamesha & forever, jab tak saanson ka saath hai
Hamesha & forever, jab tak taaron ki raat hai
Hamesha & forever, tab tak teri hi baat hai
Hamesha & forever dil mein tu ) – 3 times

4: Reham O Karam

Singers: Vishal Dadlani, Shankar Mahadevan
Lyricist: Irshad Kamil
Music Director: Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca

Song Lyrics:

Aaj phir din hua, phir armaan jagne lagey
Chahatein uthi nayi, lo seenay mein benaam si
Khwaahishein dabi hui, kayi dil mein kayi
Kya hua kyun bhala, dil mazaaron se ho gaye
Reham o karam ho jaaye dobara
Reham o karam ho jaane do ishaara
Reham o karam ho jaaye dobara
Reham o karam ho jaane do khudara

Tere bina sardi mein woh garmi si na rahi
Na garmi mein hai tere pyaar ki thandak
Hoo tere bina badle saare mausam kyun iss tarah
Kuch bolo, lab kholo, do yeh bata
Taras gayi, baras gayi ab yeh nazar
De do mujhe zindagi nayi
Reham o karam ho jaaye dobara
Reham o karam ho jaane do ishaara
Reham o karam ho jaaye dobara
Reham o karam ho jaane do khudara

Dekhun na, tere bina aaj lagun tanha main
Jaise hoon, toota hua waqt se ek lamha main
Hoo aake tu mana le, hass le hassa le
Rootha rootha jee na paunga
Yaadein sabhi yeh poonchein har ghadi
Tere kyun hain bata aansu chalke
Reham o karam ho jaaye dobara
Reham o karam ho jaane do ishaara
Reham o karam ho jaaye dobara
Reham o karam ho jaane do khudara

5: Sun Le Dua Yeh Aasman

Singers: Bela Shende
Lyricist: Irshad Kamil
Music Director: Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca

Song Lyrics:

Tu jo gayi toh sona hoga yeh jahaan
Pheeki pheeki hogi saari yeh daastan
Tumse judi hai har khushi, tere bina kya hai yahaan
Chaahein tumhein hum maange tumhe
Sun le dua yeh aasman

Chote chote khwaabon ko aa jodenge
Yeh bhi vaada na tumhein ab chodenge
Jeena chaahe phir tere liye aankhein na pherenge
Saansein meri tu le le bhale, ab na tumhein jaane denge

6: We Are Family – Theme